Poetry......!

Badnaam Hue, Ek Teri
Tamanna ki khatir..
Yeh Duniya To Hamari Ho
Na Saki ,
Ek Tum Hi
Hamare Ho jaate..!!


Door chnad kahi jal raha ho ga
Kis ka dil machal raha ho ga
Uff yeh mera pairo mai chubhan kasi
Zaror mere koi apna kanto per chal raha ho ga.


ab Kisi K Sapne Kisi K Armaan Ban Jaye
Jab Kisi Ki Hassi Kisi Ki Muskaan Ban Jaye
Pyar Kehte Hai Usse
Jab Kisi Ki Saanse Kisi Ki Jaan Ban Jaye…


Hume Tumse Pyaar Kitna....
Yeh Hum Nahin Jaante,
Magar Jee Nahin Sakte Tumhaare Bina..


Bas ab ek haan ke intezaar me raat yunhi guzar jaayegi,
ab toh bas uljhan hai saath mere neend kahan aayegi,
Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
rimjhim is gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi…


Main Teri Tamanna Ke Samundar Mein Door Tak Nikala,,,,
Mujhe Saahil Na Mila Ye Aur Baat Hai,,,,,

Qudrat Ne Likha Tha Tujhko Meri Tamanna Mein,,,,
Teri Qismat Mein Main Na Tha Ye Aur Baat Hai....!!


Kash K Kabhi Tum Samjh Jao Meri Mohbbat Ki Inteha Ko..!!
Hairan Reh Jao Gi Tum Apni Khush Kismati Per.......!!!


Meri ankhen rakh lo mujhe kuch khawab de do...
Jis mein tmhari jhalak ho aisa saiyrab de do...
Chalo sari batain choro bas aìk baat maan lo...
Meri sari umar le lo bas aik pal ka sath de do...


Masoomiyat Ka Kuch Aisa Andaz Tha Mere Sanam Ka,
Use Tasveer Mein Bhi Dekhun To Palkein Jhuka Leti Thi....


Bhool jane ka "Honslaa"
Na tha! Na hai! Na hogaa,
DUUR
Reh k bhi tuu "JUDAA"
Na tha! Na hai! Na hogaa,
TUJH SE Mil k "KISI" or se kya Milnaa,
KOI
Tere "JAISA"
Na tha! Na hai! Na hoga......!!!


Kitna mushkil h yaro____
Mohabbat ki khani likhna____
Jese paani pe, paani se, paani likhna..!!!


Sookhe Patton Se Pyar Kar Lenge
Hum To Tum Par Aitbaar Kar Lenge
Tum Ye To Kaho Tum Humare Ho Sanam
Hum Zindagi Bhar Intezaar Kar Lenge....!!


Kyon Dimagh Pe Zor Daal K Ginte Ho Galtiyan Meri,
Kabhi DiL Pe Haath Rakh K Poochna Qasoor Kis Ka Tha...???


Sapno ki duniya mei khote chale gye
Hosh mei the fir bhi madhosh hote chle gye
Jaaane kya baat thi us Ajnabimei
Na chahte hue bhi uske hote chale gye


Ek Ajnabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi.
Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi.
Kyun Na Dosh Du Dil-E-Nadan Ko.
Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi


Pyar Aa Jata Hai Aankho Mein Rone Se Pehle
Har Khwab Toot Jata Hai Sone Se Pehle
Bepanaah Ishq Karte Hain Hum
Kaash Wo Samajh Jate Hum Ko Khone Se Pehle…



Ye mat socho k tum chor do ge to mar jayen ge!!
Wo b ji rahe hain jin ko teri khatir hum ne chora hai


Mana Ke Nasib Me Hamare
Koi Sanam Nahi
Phir B Koi Shikwa Koi Gam
Nahi
Tanha Hain Phir B Jiye
Jarahe Hain
Badnasib Wo Hain Jinke
Kismat Me Ham Nahi



Nazar jab tum se milti hai, main khud ko bhool jata hoon.

Jihaad ka barabar sawab for womans



Nabi e Akram Sallalaho alaihi wasallam Ki
Khidmat Me ek Sahabiyyah (ra) Haazir hui,
Aur Arz kiya ke


"Huzoor Main Tamam Aurton ki Taraf se
Qaasid Bana Kar Aapki Khidmat Me Bheji Gayi
Hoon, 

Sab Ki Taraf Se Mera Aapse Ye Sawaal
Hai Ke Mardon Par toh Khuda Ne ye
meherbaani Ki Hai Ke Unke Liye Jihaad
Muqarrar Kiya Gaya Aur wah Jihad Me Ghaalib
aa jaayen Toh Ajr Wa Sawaab Mila Aur Deenwi
Maal E Ghanimat Bhi Haath Aaya


Aur Agar Haar Gaye, Aur Maare Gaye toh
ShahadaT Ka Azeem Darja Naseeb Hua, Rabb
Ke paas Zinda rahe Aur roziyan Khaate rahe,


Ham aurtein Toh Aakhir Unhi Ki Khidmat Me
rahti Hain,

Ham Is Darjah Jihaad Se Mahroom hain ???"


Toh Nabi e akram sallalaho alaihi wasallam ne
Irshad farmaya


" Jaao ! Jo Aurat Bhi Tumse Mile Mera ye
paigham un tak pahuncha do Ke

Aurton Ka jihaad Yahi Hai ke Wah Apne
Shauharon Ki Farma'bardari Karen Aur Unke
Haq ka Iqraar Karen Allah taala unhe Jihaad Ka
Sawaab Inaayat Farmaayega Aur Aisa Karne Waali
Aurtein Tumme Bahut Kam hain "


(Rawaah Bukhari)



Hadith ki roshni Me Ye Saabit Hua Ke shauhar
Ki Itaat Wa Farma'bardari Me Aurat Ka Jihaad
Hai
aur Use Jihaad Me Jaane Ka baraabar Sawaab
Milega




Sisterhood In Islam

* She Loves Them as Sisters For the Sake of Allah - “The Believers are but a single brotherhood” [Noble Quran 49:10] 

* She is Tolerant & Forgiving Towards Her Sisters - “No two people who love one another for the sake of Allah, or for the sake of Islam, will let the first minor offence of either of them come between them.” [Bukhari] 

* She Meets Them With a Smiling Face - “…[those] who restrain anger and pardon (all) men – for Allah loves those who do good.” [Noble Quran 3:134]

* She is Faithful & Kind Towards Them - “Do not think little of any good deed, even if it is just greeting your brother with a cheerful countenance.” [Muslim]

* She Does Not Gossip About Them - “…Nor speak ill of each other behind their back. Would any of you like to eat the flesh of his dead brother? Nay, you would abhor it. But fear Allah, for Allah is Oft-Returning, Most Merciful.” [Noble Quran 49:12]

* She Prays for Her Sisters in Their Absence - “The quickest prayer to be answered is a man’s supplication for his brother in his absence.” [Bukhari]


Niqab / Hijaab


I wear my Niqab / Hijaab for ALLAH,
Not for my father
Not for my brother
Not for any other
Than ALLAH
I cover myself for ALLAH,
No one makes me
No one forsakes me
No one rejects me
No one subjects me
But ALLAH
My modesty is for ALLAH,
Commanded in Qu'ran
For Him and no one else
Seeking His reward
Moving closer toward ALLAH.....

don't feel bad

don't feel bad if some one reject u,

people usually reject expensive things

because

they can't afford them.


EHSAS

LOGO MEIN EHSAS NAAM KI CHEEZ KHATAM HOGAE HAIN